Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


uttar dakshin poorab pashchim uttar dakshin poorab pashchim jidhar bhi dekhoon main andhkaaaar andhkaaaar andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo are o roshni waalo bure itne nahin hain hum zara dekho humen bhalo are o roshni waalo kafan se dhaank kar baithe hain hum sapnon ki laashon ko jo kismat ne dikhaaye dekhte hain unn tamaashon ko kafan se dhaank kar baithe hain hum sapnon ki laashon ko jo kismat ne dikhaaye dekhte hain unn tamaashon ko humen nafrat se matt dekho zara hum par reham khaa lo are o roshni waalo andhere mein jo baithe hain nazar unn par bhi kuchh daalo are o roshni waalo humare bhi the kuchh saathi humare bhi the kuchh sapne humare bhi the kuchh saathi humare bhi the kuchh sapne sabhi wo raah mein chhute wo sab ruthe jo the apne sabhi wo raah mein chhute wo sab ruthe jo the apne jo rote hain kai din se zara unko bhi samjhaa lo are o roshni waalo andhere mein jo baithe
andheri raaton mein sunsaan raahon par andheri raaton mein sunsaan raahon par har zulm mitaane ko ek masihaa nikalta hai jise log shahenshah kehte hain andheri raaton mein sunsaan raahon par andheri raaton mein sunsaan raahon par har zulm mitaane ko ek masihaa nikalta hai jise log shahenshah kehte hain andheri raaton mein sunsaan raahon par jaise nikalta hai teer kamaan se jaise nikalta hai teer kamaan se dekho ye chala woh nikla woh shaan se uske hi kisse sabki zubaan pe woh baat hai uski baaton mein andheri raaton mein sunsaan raahon par andheri raaton mein sunsaan raahon par har zulm mitaane ko ek masihaa nikalta hai jise log shahenshah kehte hain andheri raaton mein sunsaan raahon par aise bahadur dekhe hain thode ho aise bahadur dekhe hain thode zulmon sitam ki zanjeeren tode peechhe pade to peechha na chhode bada jor hai uske haathon mein andheri raaton mein haan sunsaan raahon par andheri raaton mein sunsaan raahon par har zulm mitaane ko ek masihaa nikalta
andhiyaara gehraaya soonapan ghir aaya ghabraaya mann mera charnon mein aaya kyun ho tum yun gumsum kirnon ko aane do patthar ki faankon se karuna ko jharne do andhiyaara gehraaya soonapan ghir aaya ghabraaya mann mera charnon mein aaya patton tinkon ka bana tha ghar mera dheh gaya beh gaya ab kahaan basera bheega hai mann paakhi anjuri mein palne do andhiyaara gehraaya soonapan ghir aaya ghabraaya mann mera charnon mein aaya ye udaasi agar chhayi hai mere liye peer ki raah bhi hai bani mere liye seh loon main har jalan chandan wo banne do andhiyaara gehraaya soonapan ghir aaya ghabraaya mann mera charnon mein aaya
kaare kaare badra sooni sooni ratiyaa sajnaaa bijuri jo chamke dhadak jaaye chhatiyaa sajnaaa main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa ang lag jaa baalma haaye more ang lag jaa baalma main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa more ang lag jaa baalma haaye more ang lag jaa baalma aaj hawaayen mose kare jorajori udd jaana chaahe le ke saadi ko mori udd jaana chaahe le ke saadi ko mori saadi ko mori inn hawaaon se bachaa baalma haaye more ang lag jaa baalma main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa more ang lag jaa baalma haaye more ang lag jaa baalma pagla ye mann mora bas mein naa aaye haath chhuda ke paapi jahaan tahaan jaaye haath chhuda ke paapi jahaan tahaan jaaye jahaan tahaan jaaye isse tu hi samjhaa baalma haaye more ang lag jaa baalma main akeli piya larje mora jiyaa aise mein tu naa jaa more ang lag jaa baalma more ang lag jaa baalma kaare kaare badra sooni sooni ratiyaa sajnaaa bijuri jo chamke dhadak jaaye chhatiyaa
ang laga de re mohe rang laga de re ang laga de re mohe rang laga de re main to teri joganiya tu jog laga de re jog laga de re prem ka rog laga de re main to teri joganiya tu jog laga de re raam ratan dhan lagan magan man tan mora chandan re ujli kori preet piya satrang laga de re ang laga de re mohe rang laga de re main to teri joganiya tu jog laga de re raat banjar si hai kaale khanjar si hai raat banjar si hai kaale khanjar si hai tere seene ki lau mere andar bhi hai tu hawa de ise to mera tann jale jala de re sang jala de re mohe ang laga de re main to teri joganiya tu jog laga de re raas hai raat mein teri har baat mein raas hai raat mein teri har baat mein bol main kya karun aise haalaat mein hoon main teri malang tu hi mera nasha chadha de re bhang chadha de re prem ki bhang chadha de re main to teri jogniya tu jog laga de re jog laga de re prem ka rog laga de re main to teri joganiya tu jog laga de re raam ratan dhan lagan magan man tan mora chandan re raam
ang se achhi hai rang se achhi hai teri meri jodi har dhang se achhi hai ang se achhi hai rang se achhi hai teri meri jodi har dhang se achhi hai ang se achhi hai rang se achhi hai teri meri jodi har dhang se achhi hai naagin si lat hai nasheeli nazar hai kaaya hai komal patli kamar hai chehra gulabi ho hirni si ankhen hoo masti mein doobi machalti umar hai la la la la la la la ang se achhi hai rang se achhi hai teri meri jodi har dhang se achhi hai ang se achhi hai rang se achhi hai teri meri jodi har dhang se achhi hai jaisa tu kahega waisa hi karoongi jahan le chalega wahan main chaloongi tujhko bana ke ho jeevan ka saathi hoo teri zindagi ki rani banoongi la la la la la la la ang se achhi hai rang se achhi hai teri meri jodi har dhang se achhi hai ang se achhi hai rang se achhi hai teri meri jodi har dhang se achhi hai la la la la la la la la la la la la teri meri jodi la la la la la la la la
ang se ang laga le saanson mein hai tufaan jalne lagi hai kaaya jalne lagi hai jaan jalne lagi hai kaaya jalne lagi hai jaan ho ang se ang laga le saanson mein hai tufaan jalne lagi hai kaaya jalne lagi hai jaan jalne lagi hai kaaya jalne lagi hai jaan ho ang se ang laga le saanson mein hai tufaan birha ka bojha bhari kaise uthaun akeli birha ka bojha bhari kaise uthaun akeli sej pe neend na aaye baat takun albeli hoo sej pe neend na aaye baat takun albeli tere bina ye jeevan prem ki ek paheli tere hi kaaran humne har badnaami leli tere hi kaaran humne har badnaami leli ho ang se ang laga le saanson mein hai tufaan jalne lagi hai kaaya jalne lagi hai jaan jalne lagi hai kaaya jalne lagi hai jaan ho ang se ang laga le saanson mein hai tufaan prem tera ek bichua zeher chadhe ghabraun prem tera ek bichua zeher chadhe ghabraun ghayal hoon main teri naagan si bal khaun hoo ghayal hoon main teri naagan si bal khaun prem ka rog nirala kaise tujhe samjhaun tere liye
are jo jee mein aaye are jo jee mein aaye tum aaj kar lo chaaho jise in baahon mein bhar lo ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana gaalon se ye gaal laga ke nainon se ye nain mila ke holi aaj manana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana uppar uppar rang lagaiyo na kariyo kuchh niche munh se kuchh na bol khadi reh chup se ankhiyan miche hoo bach ke padosan jaane na paaye jaaye to waapas aane na paaye julmi ne aise baaju maroda kajra na gajra kuchh bhi na chhoda rapat likha doooo rapat likha do thaane mein hum bhar denge jurmana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana ang se ang lagana sajan humen aise rang lagaana kaisi khincha taani bheegi chunari bheegi choli holi ka hai naam are ye to hai aankh micholi aaj bana har ladka kaanha aaj bani har ladki raadha tu raadha main kaanha na na na na kya bijli aur baadal tum
angdaiyaan le le kar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdaiyaan le le kar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sulge rang roop mera paani mein aag jaisa chandan se is badan se lipte koi naag jaisa ruswaiyon se dar kar parchhaiyon se chhup kar kuchh doondhti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sapnon mein ho gayi hai saajan se baat jaise lagta hai aa rahi hai meri baraat jaise shehnaiyaan yun sunkar shehnaiyon ki dhun par main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil jaane wo preet apni jaane paraayi ho kya ho jo meet na tha thoda harjaai ho harjaiyon se mil kar gehraiyon mein kho kar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdaiyaan le le kar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho
hey aye angna mein baba duvare pe maa are angna mein baba duvare pe maa kaise aayen gori hum tohre ghar maa are angna mein baba duvare pe maa angna mein baba duvare pe maa kaise aayen gori hum tohre ghar maa kaise aayen gori hum tohre ghar maa khet gayil baba baazar gayil maa khet gayil baba baazar gayil maa akeli hoon ghar maa tu aa ja baalma akeli hoon ghar maa tu aa ja baalma ghar ma jo aibe to hamen kya khilayibe ghar ma jo aibe to hame kya khilayibe ghar ma jo aibe to hame kya khilayibe garam garam halwa aur poori pakaayibe naram naram hathon se kha ja baalma naram naram hathon se kha ja baalma hey angna mein baba duvare pe maa angna mein baba duvare pe maa kaise aaye gori hum tohre ghar maa kaise aaye gori hum tohre ghar maa hmmmmm halwa puri khaive to nindiya satayibe halwa puri khaive to nindiya sataybe halwa puri khaive to nindiya satayibe sejiya pe tohre liye anchal bichhayibe sejiya ki kismat jaga ja baalma sejiya ki kismat jaga ja baalma khet gayil baba
chhamak chham chhamkeee angoori badan damak dam damkeee angoori badan pyaasi hain meri baahen jiya hai beqaraar tadpa na mujhe aise aa jaa na mere yaar chhamak chham chhamkeee angoori badan damak dam damkeee angoori badan koi pada hai mere jhumke ke pichhe koi pada hai mere thumke ke pichhe koi pada hai mere jhumke ke pichhe koi pada hai mere thumke ke pichhe kaise chhupaaun kaise dabaaun shola jawaani kaaa sahi na jaaye mujhse birhaa ki jalan chhamak chham chhamkeee angoori badan shaam savere tera rasta nihaarun tanha akeli saari raina guzaarun shaam savere tera rasta nihaarun tanha akeli saari raina guzaarun kis ko sunaaun kis ko bataaun haal bura hai dil kaaa darad nahi jaanee bedardi sajan chhamak chham chhamkeee angoori badan pyaasi hain meri baahen jiya hai beqaraar tadpa na mujhe aise aa jaa na mere yaar chhamak chham chhamkeee angoori badan damak dam damkeee angoori badan
angrezi mein kehte hain ke i love you gujaraati maa bole tane prem karun chhoon chhoon chhoon bangaali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi aur punjaabi mein kehte hain teri to tere bin mar jaanaa main tainu pyaar karnaa tere jiyo naiyo labni o saathi ho ni baliye angrezi mein kehte hain ke i love you gujaraati maa bole tane prem karun chhoon bangaali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi aur punjaabi mein kehte hain teri to tere bin mar jaanaa main tainu pyaar karnaa tere jiyo naiyo labni o saathi ho hum tumpe itnaa dieing jitnaa see mein paani lying aakaash mein panchhi flying bhanvraa bagiyan mein gaaing hum tumpe itnaa dieing jitnaa see mein paani lying aakaash mein panchhi flying bhanvraa bagiyan mein gaaing angrezi mein kehte hain ke i love you gujaraati maa bole tane prem karun chhoon bangaali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi aur punjaabi mein kehte hain teri to tere bin mar jaanaa main tainu pyaar karnaa tere jiyo naiyo labni o saathi
ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana jaaoge jaane naa doongi main rastaa rok loongi jaaoge jaane naa doongi main rastaa rok loongi haan saiyaan ke paiyaan par jaaungi ro ke kahungi haan saiyaan ke paiyaan par jaaungi ro ke kahungi ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana aanhon ke badle aahen lena ji daga naa dena aanhon ke badle aahen lena ji daga naa dena haan nain mere naa roye roye dil ye kahe naa haan nain mere naa roye roye dil ye kahe naa ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana jaane kaa naam naa lo raaja ji dil baitha jaaye jaane kaa naam naa lo raaja ji dil baitha jaaye haan dekho ji dekho dukhi dil ki pare naa haaye haan dekho ji dekho dukhi dil ki pare naa haaye ankhiyaan
hoy akhiyaan bhool gayin hain sonaa dil pe huaa hai jaadoo tonaa shahnaayi waale teri shahnaayi re karejvaa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi ab din ye kaise gori aaye chhup chhup ke milnaa man bhaaye sakhiyon se kaahe ab chori bandh gayi re preet ki dori koyi julmi sanwariyaa ki tirchhi nazariyaa ho maar gayi maar gayi maar gayi sakhiyaan na maaro mohe taane jisko na laagi wo kyaa jaane sakhiyaan na maaro mohe taane jisko na laagi wo kyaa jaane hoo oooooo oooooooo bhool jaaogi bhool jaaogi bhool jaaogi karnaa ye thitholi koi mil gayaa jo hamjoli kaise bach ke rahogi aahen bhar ke kahogi main to haar gayi haar gayi haar gayi hoy ankhiyaan bhool gayin hain sonaa dil pe huaa hai jaadoo tonaa shahnaayi waale teri shahnaayi re kalejavaa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi aapas mein milte deewaane aur hamse ho rahe bahaane chitvan kamaan pe jo taane wo baan humne pahchaane nazaron ki ye ghaaten chori chori mulaaqaaten hum jaan gayin jaan gayin jaan gayin
hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm ta na na tanaaaaaaaa hoooooooo ooooooo hoooooo hoooooo ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj jhoome baar baar mere mann mein pyaar nit aisa to mausam aaye na ankhiyan sang akh aaaa aaaa aaaa aaaa ek pyaari chhabi mere mann mein base din rain mere nainan mein hanse ek pyaari chhabi ek pyaari chhabi mere mann mein base din rain mere nainan mein hanse naya sapna mila koyi apna mila phir aise kyun mera mann gaaye naa ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj jhoome baar baar mere mann mein pyaar nit aisa to mausam aaye na ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang sa sa dha sa sa ni sa sa dha sa sa ni sa sa sa ni ni dha dha ma ma ga ma madhmaati pawan ithalaa ke chali jaise naar koyi sharmaa ke chali madhmaati pawan madhmaati pawan ithalaa ke chali jaise naar koyi sharmaa ke chali kabhi rukti hui kabhi jhukti hui ab aake ye saawan jaaye na ankhiyan sang ankhiyaan laagi
akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi main to pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi pee ke lagan ki mehandi rachaayi laaj ke kajre se akhiyaan sajaayin hoo pee ke lagan ki mehandi rachaayi laaj ke kajre se akhiyaan sajaayin sar pe suhaag ki chunari leharti man mein saansein chham chham karti pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi preet ki paayal pyaar ka angna khan khan baaje mora kangna preet ki paayal pyaar ka angna khan khan baaje mora kangna poochh rahi hai maathe ki bindiya kaahe churaayi mori nindiya pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi main to pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi
hmm hmmm hmm hmmm ankhiyon hi ankhiyon mein ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ye to kab ka socha hai ab soch zara kuchh aage mera dil to lagaa machalne jis mein kai armaan jaage tu bhi to jaan le pagle kuchh hoti hai duniyadari kuchh pyaar ki bhi rasmein hain jo pyaar se bhi hai pyaari ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya aa jhoom ke aa pahloo mein aur chhod ye rasmein kasmein kehte hain jawani mein dil rehta nahin apne bas mein phir se wahi behki baatein phir
ankhiyon ka noor hai tu ankhiyon se door hai tu phir bhi pukaare chale jaayenge tu aaye naa aaye phir bhi pukaare chale jaayenge ankhiyon ka noor hai tu ankhiyon se door hai tu phir bhi pukaare chale jaayenge tu aaye naa aaye phir bhi pukaare chale jaayenge dil mein payaam tera labb pe hai naam tera ho ke deewane tere pyaar mein lo aaye ji aaye ho ke deewane tere pyaar mein o mere humraaz kahaan hai mujhko de aawaaz kahaan hai pyaar ki aankhon se tum dekho ishq wahin hai husn jahaan hai ishq wahin hai husn jahaan hai chhup chhup ke aane waale dil ko jalaane waale chupke se aa jaa mere saamne tu aa jaa re aa jaa chupke se aa jaa mere saamne dil mein payaam tera labb pe hai naam tera ho ke deewane tere pyaar mein lo aaye ji aaye ho ke deewane tere pyaar mein isliye aaya hoon main chhup ke dekh ke humko duniyaa jale naa pyaar ki mehfil kitni anokhi noor hai lekin deep jale naa noor hai lekin deep jale naa yaadon ke daag le ke dil ke chiraag le ke kab se khada hoon
ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare tum door nazar aaye badi door nazar aaye band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne mann mein tumhi muskaye mann mein tumhi muskaye ankhiyon ke jharokhon se ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke yuhin umr guzar jaaye tere saath guzar jaaye ankhiyon ke jharokhon se jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe din raat dua maange mera mann tere vaaste din raat dua maange mera mann tere vaaste kabhi apni umidon ka koi phool na murjhaye ankhiyon ke jharokhon se main
Ankhiyon Ke Jharokhon Se (Sad)
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Andhere Mein Jo Baithe Sambandh (1969) 05:19 14126
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Anjana, Pradeep Kumar
Duration : 05:19   Song Number : 14126   

Andheri Raaton Mein Shahenshah (1988) 07:29 18784
 
Poster of Shahenshah (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Amar Utpal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 07:29   Song Number : 18784   

Andhiyara Gehraya Soonapan Ghir Aaya Saaransh (1984) 03:52 38750
 
Poster of Saaransh (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Ajit Varma
Singer- 
Bhupender Singh
On Screen Actors- 
Anupam Kher, Rohini Hattangadi
Duration : 03:52   Song Number : 38750   

Ang Lag Jaa Baalma Mera Naam Joker (1970) 05:02 11924
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Megh-Malhar
Duration : 05:02   Song Number : 11924   

Ang Laga De Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 05:29 37246
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Aditi Paul
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Ranveer Singh
Duration : 05:29   Song Number : 37246   

Ang Se Achhi Hai Chorni (1982) 03:42 11555
 
Poster of Chorni (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Virendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Duration : 03:42   Song Number : 11555   

Ang Se Ang Laga Le Elaan (1971) 05:09 40184
 
Poster of Elaan (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:09   Song Number : 40184   

Ang Se Ang Lagana Darr (1993) 06:45 32774
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 06:45   Song Number : 32774   

Angdaiyaan Le Le Kar Sweekar (1973) 04:25 38655
 
Poster of Sweekar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:25   Song Number : 38655   

Angna Mein Baba Aankhen (1993) 05:50 36855
 
Poster of Aankhen (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 05:50   Song Number : 36855   

Angoori Angoori Jaanwar (1999) 04:52 32727
 
Poster of Jaanwar (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Sapna Avasthi
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 32727   

Angrezi Mein Kehte Hain Ke I Love You Khud-daar (1982) 06:17 20136
 
Poster of Khud-daar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 06:17   Song Number : 20136   

Ankhiyaan Mila Ke Rattan (1944) 03:05 20138
 
Poster of Rattan (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Zohara Bai
On Screen Actors- 
Swarn Lata
Duration : 03:05   Song Number : 20138   

Ankhiyan Bhool Gayin Hain Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:19 20131
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Krishna Kumari
Duration : 04:19   Song Number : 20131   

Ankhiyan Sang Ankhiyan Laagi Bada Aadmi (1961) 04:07 31067
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Jayant
Raag- 
Malkauns
Duration : 04:07   Song Number : 31067   

Ankhiyan Tarsan Laagi Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 05:15 14440
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:15   Song Number : 14440   

Ankhiyon Hi Ankhiyon Nishaan (1983) 04:00 13882
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 04:00   Song Number : 13882   

Ankhiyon Ka Noor Hai Johar Mehmood In Goa (1965) 03:43 13458
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mahmood
Duration : 03:43   Song Number : 13458   

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 07:52 20139
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 07:52   Song Number : 20139   

Ankhiyon Ke Jharokhon Se (Sad) Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 03:36 38161
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Sachin
Duration : 03:36   Song Number : 38161